Thursday, January 11, 2024

Manpasand Shadi


Manpasand shadi aaj kay dor ka bohat hi critical masla hay. Kion kah nojawan log manpasand ki shadi karna chahtay hein jabkah hamari society mein is ko acha nahi samjha jata. Jo hamaray baray buzurg hein wo manpasand shadi ko bohat hi buri nazar say dekhtay hein. Isi wajha say society mein bohat hi masla bana huwa hay.




Nojawan logo ko sahi rahnumai nahi hay. Jis kay nateejay mein wo ghalat qadam utha letay hein. Wo nojawan jo manpasand ki shadi karna chahtay hein wo majbooran court marriage kar letay hein jis say khandano mein darar par rahi hay.

Khandan mein aisay logo ki entry band ho jati hay. Wo zindagi mein akelay ho jatay hein. Aur is tarha servive karna aik alag hi masla hay.

Zahir hay jab bohat saray kharchay shadi kay baad uthanay parein gy. Bachay honay kay baad bacho kay kharchay aur phir ghar ka rent, bijli kay bill waghera tou larkay kay liye bohat mushkil ho jati hay. Aur phir aik naya masla khara ho jata hay yani seperation ka. Isi wajha say seperation kay cases mein zayada tadad love marriage karnay walo ki hoti hay.




Tou janab in saray maslo kay hal kay liye Rohani Amil hazir hay. Aap bilkul fikar na karen aap ki pareshaniyo ko hum chun lein gy. Aap jis say shadi karna chahtay hein us ka naam aur us ki walida ka naam bataein aur baki sab kuch hamaray ooper chor dein. Aap ko kuch karnay kio zarurat nahi hay jo kuch karna hay wo hum khud karein gy.


Talaq Ka Masla Fori Hal

Talaq ka masla kia hay. Talaq jaiz kamo mein Allah ka sab say napasand tareen amal hay. Talaq denay say aasman hil jata hay. Talaq mamoli cheez nahi hay. Jis ko mamuli cheez samajh lia gaya hay.




Talaq say bacho ki zindagi tabah ho jati hay. Talaq say aik khandan toot jata hay. Talaq aik aisa amal hay jo shetan ko sab say zayada pasand hay.

Is liye agar aap kisi aisay maslay mein phansay hein jis ki wajha say nobat talaq tak pohanch gai hay tou talaq denay say pahlay aik baar hum say rabta karein.

Allah kay kalam mein bohat takat hay. Hum Allah kay kalam say aap ka masla hal kar dein gy aur INSHALLAH talaq ka masla hal ho jay ga.



Lekin kuch sooratein aisi hoti hein jab talaq jis ki shariyat nay baharhal ijazat di hay, talaq ka option istimal karna parta hay. Us kay ilawa aur koi chara nahi hota. Tou aisi sorat mein bhi hum aap ki puri madad karnay ki koshish karen gay Allah kay kalam kay zariye.

Aaj hi Rohani Amil say rabta karein aur apna masla biyan karen. Hum chand dino mein aur chand ghanto mein Allah kay kalam say aap ka masla solve kar dein gy.


Kala Jadu Ka Tor

Kala jadu ka tor aik bohat hi important aur crucial task hay. Is kay sath sath yah bohat sensitive bhi hay. Kaisay? Yah sab hum is article mein aap ko bataein gy.




Darasal aksar log kalay jadu aur amliyat par believe hi nahi kartay. Yahi sab say sensitive point hay. Jo insan kalay jadu par believe hi nahi karta us ka ilaj kaisay ho ga.

Kala jadu agar kisi par huwa huwa ho tou is ka ilaj karna bohat zaruri hota hay. Agar is ka ilaj na kia jay tou bohat maslay kharay ho jatay hein. Jaisa kay karobari bandish, rishto ki bandish, olad ka na hona, nazar ki kamori, sar mein dard rehna, noukri mein nakami, waghera.



Kalay jadu ka tor Quaran E Pak ki aakhri do soorahs mein bhi mojud hay. Agar aap Quran E Pak ki aakhri do soorahs ko parhna apna mamool bana lein tou aap jadu say bach saktay hein.

Rohani amil aap ka kaam asan kar deta hay. Wo aap kay jadu ka tor khud karta hay. Aap ko sirf itni zehmat karni hay kah rohani amil say rabta kar kay us ko apni sari kaifiyat batani hay.


Manpasand Shadi

Manpasand shadi aaj kay dor ka bohat hi critical masla hay. Kion kah nojawan log manpasand ki shadi karna chahtay hein jabkah hamari society...